Sunday, October 11, 2009

Sab kuch aise hi chalta hain

Sab kuch aise hi chalta hain
Zindagi ka ajab sa karbat hain ye
abhi kuch paas jo tha
abhi kuch dhundlayee si ho gayee o
Sab kuch aise hi chalta hain.

mutthi par daag chipak ke dhunye jaisaa bighal taa hain
ek pal me sona to duje me mitti lagtaa hain
har ek din ek benaam bhir aake mere jehan ko chun gaye
har ek din us bhir se nikle koi apnaa lagtaa hain
Sab kuch aise hi chaltaa hain.

o jo mere ainee pe chaand sa kabhi chamke the
aaj unhi-ke aankhon me kohraa ka waseraa lagtaa hain
haath pakadr ne ke liye ye haath bhi to pehlanaa hain
Manzil to chuth gaye bas afsanaa kuch kehlanaa hain
Apna sehaar na jaane kab se itnaa ghum shum lagtaa hain
Sab kuch aise hi chaltaa hain.